Amar Shaheed sardar Bhagat Singh bharat ki sansad mein to aa gaye hain...... lekin abi unki moorti mein pran fookna baki hain .....jo hum aap jaise logon ko karna hoga....desh ke nojavano ko aage aa kar bhad-chad ka hissa lene hoga.... desh toh aazad hai lekin mansaik ghulami se hum kab aazad honge.....hamin toh virasat mein Bhagat singh, Rajguru,Sukhdev, Aazad jaise naam mile hain aur hum in saab amar shaheedo ki baat bhi karte hain........ ek bada saval jo aaj hamare aage khada hai woih yeh ki hum aapni aane wali peedi ko kya dekar jayen ge..... yeh ek chinta ke vishey hai....aur is se hum muh nahi mod sakte ......kisi ne kaha hai
ek peedi jal rahi hai ...
ek peedi buj rahi hai
ek peedi aur hai jo kokh mein hi pal rahi hai .......
hum us peedi ke leye kya kar rahe hai jago dosto , mere desh vasiyo.... kahin der na ho jaye.....
aaj Dushyant ji ki ek aur rachna keh jata hu shayad kuch samaj jayo dosto
.......................
is nadi ki daar se thandi hava aati toh hai
nav zarzar si sahi leharon se takrati toh hai
ek chingari kahin se doond layo dosto
is deyea mein teal mein bhigi hu bhati toh hai
ek khandar ke hiraday si,ek jangali phool si
aadmi ki peer goongi hi sahi ,gaati toh hai
ek chadar saanj ne sare nagar par daal di
yeh andhere ki sadak us bhor tak jati toh hai
nirbachan maidan mein leti hui jo nadi
patharon se,oot mein ja-jake bataiyati toh hai
dukh nahi aab koi ,aab uplabdhiyon ke naam par
aur kuch ho ya na ho aakash si shati toh hai....
Mohalla Live
-
Mohalla Live
------------------------------
गाली-मुक्त सिनेमा में आ पाएगा पूरा समाज?
Posted: 24 Jan 2015 12:35 AM PST
सिनेमा समाज की कहानी कहता है और...
11 years ago

