bahout dino baad ghar se aya that Delhi... sab aise hi lag raha tha.. kya karen kuch samaj mein nahi aa raha tha subha office aa gya fir wohi sab sir yeh breaking ayi ai kya karen .. surat mein ek aur zinda bomb mila..delhi mein yeh ho gya... Ishmeet singh ka antim sanskar hai OB lagi hui hai ..
yeh khabar shodni nahi hai chalate raho wahan sab dookhi the par hamein toh kabar se matlab tha kya karein aab is profession ko chuna hai kud hi.. itne mein assignment desk se ek ladki aakar boli sir mika singh wahan aa gya hai live le lein bikaoo iten hai le lo ...
sir kafi star aa rahein hai ek ek kar live lenge sara din isi mein beet gaya .... fir ghar jane ka maan hone laga ek dost ko fone keya bahi kahan hai pata chala aaj uska off hai .....
gadi lekar nikal pade uske ghar ke leye .......fir kya karen socha chalo saket ki thandi hawa khane chalte hai ..... aisa nahi tha ki khani aur thandi hawa nahi hai delhi mein ...par shayad wahan goomto ladkiyon ke perfume ki kushboo hawa mil jati hai toh jada acha lagta hai ...
bahout achi hawa chal rahi thi ..... hum dono waha kuch der goom kar ghar aa gaye .. par sakeet mein ladke ladkiyon ko Dekh kar aisa laga ki hai south delhi mein thandi hawa bas yahin chalti hai......
Mohalla Live
-
Mohalla Live
------------------------------
गाली-मुक्त सिनेमा में आ पाएगा पूरा समाज?
Posted: 24 Jan 2015 12:35 AM PST
सिनेमा समाज की कहानी कहता है और...
11 years ago


No comments:
Post a Comment