kehte hain media loktantra ka stamb hai.
media mein badi takat hai
par lagta hai TRP ki race mein khabrein kahin shoot gayi hain '
aaj subah mein mera news dekhne ka maan hua maine lagbag sare khabariea channel dekh mare koi sai baba dekha raha tha , koi lalu pachavi pass mein pass hue ya nahi, koi comedy ka kamal , pata nahi samj mein nahi aa raha tha khabar kahan dekhu,ek channel ne kaha tha
News is back kafi umeed lekar maine woh channel lagaya par khabar bahi dekhi,kisi aur channel ka footage chal raha tha .
samaj mein nahi aa raha kya karu fir mujhe laga ki 24 gante ka channel chalane ke leya shayad content ki kami pad gayi hai .
KHABREIN KAHAN HAIN
Mohalla Live
-
Mohalla Live
------------------------------
गाली-मुक्त सिनेमा में आ पाएगा पूरा समाज?
Posted: 24 Jan 2015 12:35 AM PST
सिनेमा समाज की कहानी कहता है और...
11 years ago


No comments:
Post a Comment