samj mein nahi aya ki jammu par likhu ya Bijender , Jitender, sushil par likhoo , par nahi
aaj kuch ek sandesh likhoo ga . jo mahan kavi Dushyant kumar ki kavita hai .....
..............................................................................
Ho gayi hai peer parbat..c pigalni chahiye
Is himalay se koi ganga nikalni chgahiye
Aaj ye Deewar ..parde si hilne lagi
shart ye thi ..ki buniyad hilni chahiye
Har sadak par ...har gali mein..har nagar...har gaon mein
hath lehrati hui ek laash chalni chahiye
Sirf hangama khada karna mera maksad nahi
sari koshish hai ki surat badalni chahiye
mere sene mein nahi tere seene mein sahi
Ho kahin bhi aag.. lekin aag jalni chahiye
-------------------------------------------------
jai hind , vande maatram
Mohalla Live
-
Mohalla Live
------------------------------
गाली-मुक्त सिनेमा में आ पाएगा पूरा समाज?
Posted: 24 Jan 2015 12:35 AM PST
सिनेमा समाज की कहानी कहता है और...
11 years ago


1 comment:
यह मेरी प्रिय गजलों में से एक है। इसे जितनी बार पडता हूं, उतनी ही नयी लगती है।
जाकिर अली "रजनीश"
Post a Comment